Safar Ki Dua aur Sunnate Aur Asma ul Husna
Safar Me Sathi Ki Sunnat
Do admiyon ka safar par jana Sunnat hai. Jaha tak mumkin ho, kam az kam do admi safar par jaye. Akele safar na kare. Ha agar koi zarurat ya majburi ho to ek admi ke jane me koi harj nahi.
Safar Ke Din Ki Sunnat
Jumerat aur hafte ko safar shuru karna sunnat hai. Raat ko safar karna bhi Sunnat hai. Muhammad sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: raat ke aakhri hisse me safar karo. Kyunki raat ka fasla din ki nisbat zyada hota hai. Safar par rawana hone se pehle 2 Rakat Namaz padhe aur safar se wapsi tak safar me asaani ke liye Dua kare.
Safar Ki Dua
Allahumma bika asulu wa bika ahulu wa bika aseeru.
Ghar Se Nikalne Ki Dua
Bismillahi tawakkaltu alallahi la hawla wala quwwata illaa billah.
Ghar Me Dakhil Hone Ki Dua
Allahumma inni as’aluka khairal maulaji wa khairal makhraji, bismillahi walajna wa bismillahi kharajna, wa’alallahi rabbina tawakkalna.
Jab Musafir Ko Rukhsat Kare To Ye Dua Padhe
Astawdi’ullaha deenaka wa amanataka wa khawateema amalik.
Rawana Hone Wala Musafir Ye Dua Muqim Ko De
Astawdi’ukumullahu llazee la tuzi’u wa dayi’uhu
Sawari Ki Dua
Safar ke shuru me 7 martaba Surah Quraish padhne se nuqsan se mehfooz rehta hai. Aur sawari lene me koi harj nahi hoga.
Sawari shuru kare to Bismillah kahe. Aur jab sawari par baithe to Alhamdulillah kahe. Phir ye dua padhe.
“Subhanal lazee sakhkhara lana haza wa maa kunna lahu muqrineen. Wa inna ilaa Rabbina lamun qaliboon. Alhamdulillah, Alhamdulillah, Alhamdulillah, Allahuakbar, Allahuakbar, Allahuakbar. Subhanaka inni zalamtu nafsi faghfirli fa innahu la yaghfiruz zunuba illa anta.
ye dua padh kar muskuraye.
Jab Sawari Shuru Ho To Ye Dua Padhe
Allahumma inna nas’aluka fi safarina hazal-birra wattaqwa wa minal amali ma tarza. Allahumma hawwin alaina safarina haza, wa atwi’anna bu’udah, allahumma antas sahibu fis-safari walkhalifatu fil ahli. Allahumma inni a’uzubika miw’wasayis-safari wa kabatil manzari wa su’il munqalabi fil mali wal ahli.
Jahaz Ya Kashti Ya Bus Ya Digar Sawariyo Par Sawar Hote Waqt Ye Dua Padhe
Bismillahi majreha wa mursaha inna rabbi laghafurur raheem, wama qadar-ullaha haqqa qadrihi wal arzu jami’an qabzatuhu yaumal qiyamati was samawatu matwiyyatum biyaminihi subhanahu wa ta’ala Amma yushrikoon.
Jab chadho to Allahu Akbar kaho. Aur jab niche utro to Subhanallah kaho.
Shaher Me Dakhil Hote Waqt
Allahumma barik lana fiha (3 times) Allahumma-rzuqna janahan wa habbibna ila ahliha wa habbib salihi ahlina ilaina.
Manzil Par Utarte Waqt Ki Dua
A’uzu bikalimatil-lahit tammati min sharri ma khalaqa.
Safar Se Wapsi Par Ye Dua Padhe
Aa’ibuna taa’ibuna aabiduna lirabbina hamidoon.
Safar Se Ghar Aane Ki Dua
Tauban tauban lirabbina auban, la yughadiru alaina hauban.
Kutte Ko Dekh Kar Ye Dua Padhe
Wakalbuhum basitun zira’aihi bilwaseed.
Raat me kutta bhoke to ta’uz padhe.
A’uzu billahi minash-shaitanir rajeem.
Muhammad sallallahu alaihi wasallam ne farmaya: is dua ke padhne se Qayamat ke din khane ki nemato ka sawal nahi hoga.
Alhamdulillahi lazi hua ashba’ana wa arwana wa an’ama alaina wa afzala.
Khas Mawaqe Ke Mukhtasar Alfaz
- Ghabrahat ke moqe par La ilaha illallah, padhe.
- Khushi ya hairat ke mauqe par. Subhanallah, Allahu Akbar, padhe.
- Agar koi nimat mileto, Alhamdulillahi Rabbil Alamin, kahe.
- Khush khabri sunkar Alhamdulillah, kahe.
- Khane peene ke baad Alhamdulillah, kahe.
- Pani ke har ghoont par Alhamdulillah, kahe.
- Har mushkil ke moqe par Ya Hayyu Ya Qayyum, padhe. Ghazwa e badar ke moqe par rasoolullah sallallahu alaihi wasallam Sajde me Ya Hayyu Ya Qayyum padh rahe the.
- Chiragh bujhate ya bijli ka switch band karte waqt Bismillah kehna sunnat hai.
- Darwaza band karte waqt Bismillah kehna sunnat hai.
- Murgh ki bang sunkar. Allahumma inni as’aluka min fadlik, padhe.
Asma ul Husna
Hazrat abu huraira raziallahu anhu se riwayat hai ke Allah Ta’ala ke 99 naam hai jo unko yaad karega wo jannati hoga.
Huwallahul lazi la ilaha illa Huwa.
(1) Ar Rahman (2) ar Rahim (3) al Malik (4) al Quddus (5) as Salaam (6) al Mu’min (7) al Muhaimin (8) al Aziz (9) al Jabbar (10) al Mutakabbir (11) al Khaliq (12) al Baari (13) al Musawwir (14) al Ghaffar (15) al Qahhar (16) al Wahhab (17) ar Razzaq (18) al Fattah.
(19) Al Alim (20) al Qabidh (21) al Baasit (22) al Khafidh (23) ar Raafi (24) al Mu’izz (25) al Muzil (26) as Sami (27) al Baseer (28) al Hakam (29) al Adl (30) al Latif (31) al Khabir (32) al Haleem (33) al Azeem (34) al Ghafoor (35) ash Shakur (36) al Aliyy (37) al Khabir (38) al Hafiz (39) al Muqeet.
(40) Al Haseeb (41) al Jaleel (42) al Kareem (43) ar Raqib (44) al Mujeeb (45) al Waasi (46) al Hakeem (47) al Wadud (48) al Majeed (49) al Baais (50) ash Shaheed (52) al Haqq (52) al Wakeel (53) al Qawiyy (54) al Matin (55) al Waliyy (56) al Hameed (57) al Muhsi (58) al Mubdi.
(59) Al Mueed (60) al Muhyi (61) al Mumeet (62) al Hayy (63) al Qayyum (64) al Waajid (65) al Maajid (66) al Waahid (67) al Ahad (68) as Samad (69) al Qaadir (70) al Muqtadir (71) al Muqaddim (72) al Mu’akhkhir (73) al Awwal (74) al Akhir (75) az zaahir (76) al Baatin.
(77) Al Waali (78) al Muta’ali (79) al Barr (80) Attawwabu (81) al Muntaqim (82) al Afuw (83) ar Ra’uf (84) Malikul Mulk (85) Zul Jalali Wal Ikram (86) al Muqsit (87) al Jaami (88) al Ghaniyy (89) al Mughni (90) al Maani (91) ad Daar (92) an Naafi (93) an Nur (94) al Haadi (95) al Badee (96) al Baaqi (97) al Waaris (98) ar Rasheed (99) as Sabur.
For english click here